Here are some famous dialogues from Hindi Film Industry (Bollywood). Take a look
‘Salim tujhe marne nahi dega aur hum, Anarkali, tujhe jeene nahi denge’
Movie : Mughal-E-Azam (1960)
‘Jinke ghar sheeshe ke hote hain woh doosron ke gharron par patthar nahi phenka karte’
Movie : Waqt (1965)
‘Babumoshai, zindagi aur maut uparwale ke haath hai. Usse na aap badal sakte hain na main’
Movie : Anand (1971)
‘Khamoshhhhh!’
Movie : Badla (1974)
‘Kitne aadmi the?’
Movie : Sholay (1975)
‘Main iska khoon pee jaonga’
Movie : Sholay (1975)
‘Chal Dhanno, aaj teri Basanti ki izzat ka sawaal hai’
Movie : Sholay (1975)
‘Hum angrezon ke zamaane ke jailor hain’
Movie : Sholay (1975)
‘Mere paas maa hai’
Movie : Deewar (1975)
‘Main aaj bhi pheke hue paise nahin uthata’
Movie : Deewar (1975)
‘Saara shaher mujhe loin ke naam se jaanta hai’
Movie : Kalicharan (1976)
‘Don ko pakadna mushkil hi nahi, namumkin hai’
Movie : Don (1978)
‘Mogambo Khush Hua’
Movie : Mr India (1987)
‘Rishte mein toh hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah’
Movie : Shahenshah (1988)
‘Dosti ki hai, nibhani to padegi’
Movie : Maine Pyar Kiya (1989)
‘Koi baat nahi Senorita, bade bade deshon main aisi chhoti chhoti baatein hoti rehti hai’
Movie : Dilwale Dulhania Le Jayenge (1994)
‘Picture abhi baaki hai mere dost’
Movie : Om Shaanti Om (2007)
‘Ek baar jo maine commitment kar di, fir main apne aap ki bhi nahi sunta’
Movie : Wanted (2008)
‘Filmein sirf teen cheezon ki wajah se chalti hain- entertainment, entertainment, entertainment. Aur main entertainment hoon!’
Movie : The Dirty Picture (2011)
‘Don’t underestimate the power of a common man’
Movie : Chennai express (2013)
No comments:
Post a Comment